"SUCCESS is a achievement of an action with in specified period of time or within specified parameter"
Agar koi person apna Lakshya(Aim) ek diye huye time par apna work pura kar leta hai to use success kehte hai.
Mai yaha par 5 motivational tips likh(write) rha hu jisse koi bhi person successful ban skta hai apni life me.
Aaj kal bahut sare log successful nahi ho pate kyunki unhe pata hi nahi hota ki unki strength or skills kya hai.Isliye sbse pehle jaroori hota hai ki hum(person) ko apni strength ko janna hoga ki aap sbse ache tarike (way) se kaun sa kam kar skte ho.
2- FIGHT YOUR FEAR ( APNE DARR SE LADO)~
Darr(Fear) ek imagination chiz hoti hai .Darr( Fear) ek bahut bda reason hota jo ki kisi person ko aage badhne ya success hone nahi deta.Agar success hona hai to sbse pehle darr ko bhagna hoga.Apne aap par bharosa (believe) karke.Dur bhagne ki bajay uska samna kare aur aage badhe.
4- I CAN DO IT (MAI KAR SKTA HU)~
Ye soch har ek person ke andar hona chahiye tabhi wo life me successful ban sakta hai.Jab bhi aap apne aim ki taraf Badh rhe honge to kbhi kabhar aisa lagega ki mai ye nahi kar sakta to aapko umeed (hope) nahi harani hai aapko Apne aapse se kehna hoga ki haa mai kar skta hu tabhi aap successful ban payenge.
5-KEEP MOVING (AAGE BADHTE RAHO)~
Agar aapko successful banna hai to aapko bich me khi par bhi rukna nhi hai hamesha aage badhte rehna hai. Agar aapko koi negative chize rok rahi hai to aap usse duri(distance) bana le aur hamesha apne lakshya ke bare me sochte rahe kaise waha par pahuchna hai.
THANK YOU
For more Info: https://steps2motivations.blogspot.in/
Mail Me : businesswithmanishverma@gmail.com
Contact me:7003599472
Post a Comment